Featured Post

Brand Awareness in 2025 बढ़ाने के लिए Top 10 Content Formats to Boost

 Brand Awareness in 2025  बिना कंटेंट के, आप अपने लक्षित बाजार से संवाद नहीं कर पाएंगे, अकेले लोगों को अपने उत्पाद को भाग्य से खरीदने के लिए राजी करना तो दूर की बात है। एक मार्केटर के तौर पर, आप जानते हैं कि आपके ब्रांड के बारे में लोगों को बताने के लिए विविध कंटेंट फ़ॉर्मेट में उत्तर छिपा है। इसलिए, आप इंटरनेट पर ट्रेंड, कारगर रणनीति और बिक्री में मदद करने वाले मार्केटिंग कंटेंट टाइप की तलाश करते हैं। लेकिन, बहुत ज़्यादा जानकारी तक पहुँचना भारी पड़ सकता है। तो, आप इन मार्केटिंग कंटेंट टाइप को कैसे सीमित कर सकते हैं ताकि यह पता चल सके कि आपके व्यवसाय के लिए कौन-सा कंटेंट कारगर है? क्या आपको सिर्फ़ एक कंटेंट फ़ॉर्मेट पर ही टिके रहना चाहिए, या आपको हर उपलब्ध प्लैटफ़ॉर्म का इस्तेमाल करना चाहिए? Formats for Brand Awareness ब्रांड जागरूकता के लिए अलग-अलग कंटेंट फ़ॉर्मेट हर कंटेंट टाइप के अलग-अलग लक्ष्य होते हैं। ब्लॉग पोस्ट SEO वैल्यू प्रदान करते हैं। वीडियो दर्शकों का ध्यान जल्दी से आकर्षित कर सकते हैं। इन्फोग्राफ़िक्स जटिल जानकारी को आसानी से समझने योग्य फ़ॉर्मेट में तोड़ देते है...

Swami Ramdev Jivani in Hindi

 Swami Ramdev Life Story

Pura Naam :- Swami Ramdev (Ramakrishna Yadav)
Janm :-26  December  1965
Janm Stahn :- Ali Sayyidpur
Vyavasay :- Yogi

Swami Ramdev :-  

Ramakrishna Yadav Bhartey Yog-Guru Hai, Jinha Adhikans Log Baba Ramdev Ke Naam Se Jante Hai. Unhone Yogasan Va Pranayam Yog Ke Cheter Me Yogadan Diya Hai. Ramdev Jgh-Jgh Svaym Jakar Yog Shiviro Ka Aayojan Karate Hai.

Jivan Charit :-

 Bharte Me Hariyana Rajy Ke Mahendergarh Jnpd esthit Ali Saidpur Naam gav Me Varsh 1965 Ko  Gulabo Devi evam Ramkrishna Yadav Ke Gher Janme Ramdev Ka Vastevik Naam Ramkrishna Yadav Ta. Shezadpur  Ke Sarkari School Se 8 Vitek Ki Padhai Puri Kerne Ke Baad Ramkrishna Ne Khanpur Gav Ke Ek Gurukul Me Acharya Pradyumna Ve Yogacharya Baldev Ji Se Sanskrit Ve Yoga Ki Siksha Li.

Swami Ramdev Ne 1995 Me Divya Yog Mandir Trast Ki Sthapna Ki. 2003 Se Aastha T.V. Ne Har Subha Baba Ramdev Ka Yog Ka Karykram Dikhana Shuru Kiya.Yog Ko Jan Jan Tek Phunchan Me Baba Ne Mhteyvpurn Bhumi Ka Nibhai ,Bharat Or Videso  Me Unke Yog Sivero Me Aam Logo Ke Sath Kai Bhdi -2 Hstiyoa Bhi Baag Le Chuki Hai.  


Patanjali Yogapith: -

 
 Yoga Or Ayurved Ko Bedhava Den Ke Liy  Baba Ramdev Ne Patanjali Yogpith Ki Stapna Ki. Britain, America, Nepal, Canada Or Mauritius, Me Bhi Patanjali Yogpite Ki Do Sachay Hai Patanjali Yoga - 1 Or Patanjali Yogpeet 2.  Patanjali Ayurveda Ka 2015-16 Me 5000 crore Ruup Ka Karobaar Hua.



Swami Ramdev Ke Permuk Kariy :-

Haridwar Sthit Patanjali Yogpeeth Trust :- Swami Ramdev Ne San 2006 Me n Maharishi Dayanand Gram Haridwar in  Me Patanjali Yogpeeth Trast Ke Atrit Athadhunik osadhi Nirman Ek Patanjali Aayurved Limited Naam Se Do Seva Prkalip Sthapit Kiya. Unake Prvachan Vibhin T.V. Channels Aastha TV, G-Network, Sahara One Jaise Tatha India T.V. Per Pesarit Hote Hai. Bharat Me Bhrshtachar Aur Italy Aur Switzerland, Ke Banko Me Jama Lgabhag 400 Lakh Crore Rupye Ke "Kaale Dhan" Ko Svadesh Vapas Lane Ki Mang Karte Hue Baba Ne Pure Bharat Ke Ek Lakh Kilomitar Ki Yatra Bhi Ki.

Eske Alava Swami Ramdev Ne Svachch Bharat Abhiyan Me Bhi Bhag Liya. Etna Hi Nhi Unhone Es Abhiyan Ke Teht Haridwar Aur Tirth Nagar Rishikesh Ko Godh Lene Ki Ghoshna Ke.


Yog Shiviro Ka Aayojan :- 

 
Baba Ramdev Smay-Smay Par Yog Shiviro Ka Aayojan Karte Rhate Ha. Apne Yog Shiviro Ke Madhyam Se Baba Ramdev Bharatiy Sanskrti Aur Yog Ke Mhatv Ko Videsho Me Bhi Jan-Jan Tak Pahunchane Ka Kaam Kar Rahe Hai. Baba Ramdev Ka Ek Sankalp Hai Ki Pura Desh Svasth Ho. Aur Pure Desh Ko Svasth Banane Ke Kdi Me Baba Ramdev Ne Ab Sena Ke Javano Ko Bhi Yog Sikhana Shuru Kiya Hai. Jiski Shuruat Unhone Jaisalmer Me Javanon Ko Yog Sikhane Se Ki. Eiske Alava Baba Ramdev Ne Delhi Me Bhi Sanik Aur Unake Prijano Ke Lie Yog Shivir Ka Aayojan Kiya.


 Saman :- 
 
1. Berhampur University Duara Swamiji Ko Doctorate Ke Manad Upadhi Pradan Ki Gai.
2. Indiya Today Petrika Duara Legatar Do Varsho Se Tatha Desh Ke Any Shersh Petrikao Duara Ramdev Ko Desh Ke Sabase Unche, Asardar Ve Shktishale 50 Prabhavshali Logo Ki Suche Me Smilit Kiya Gaya.
3. Sanskrit University Tirupati, Andhra Pradesh Duara Swamiji Ko Mahamo Upadhaye Ki Mand Upadi Se Alnkert Kiya Gya.
4. Graphic Era University Duara Yog Guru Baba Ramdev Ko Honorary Doctorate Perdan Ki Gyi.       
5.Amity University, Noida Ne March 2010 Me D.SC. (Hons) Prdan Ki.
6. D.Y Patil University Duara April 2010 Me Enhe D.SC. (Hons) In Yoga Ki Upadi De Gye.
7. January 2011 Me Maharashtra Ke Rajypaal K. Shankar Narayan Duara Chandra sekhar anand Saraswati Award Perdan Kiya Gya.

Comments