Love Shayari, Best Love Status, True Love Shayari 2022
1: इश्क़ है या कुछ और ये पता नहीं, पर जो तुमसे है किसी और से नहीं ! 2: मै कैसे कहू की उसका साथ कैसा है, वो एक शख्स पुरे कायनात जैसा है ! 3: तेरा होना ही मेरे लिये खास है, तू दूर ही सही मगर मेरे दिल के पास है ! 4: मुझे तेरा साथ ज़िन्दगी भर नहीं चाहिये, बल्कि जब तक तू साथ है तबतक ज़िन्दगी चाहिए ! 5: तुझसे मोहब्बत कुछ अलग सी है मेरी, तुझे खयालो में नहीं दुआओ में याद करते है !
इस वेबसाइट में आपको Love Shayari In Hindi For Girlfriend/Boyfriend, Top 10 Love Shayari in Hindi, Love Shayari SMS Writing, True Love Shayari, 2 Line Love Shayari, Love Shayari For Whatsapp/Facebook, Love Shayari Status, Love Shayari In English Text Images मिलेंगी जिनके ज़रिये आप अपने दिल की बात लफ़्ज़ों की जुबान में ज़ाहिर कर सकते हैं.
तेरे ख्याल से खुद को छुपा के देखा है,
दिल-ओ-नजर को रुला-रुला के देखा है,
तू नहीं तो कुछ भी नहीं है तेरी कसम,
मैंने कुछ पल तुझे भुला के देखा है।
Tere Khayal Se Khud Ko Chhupa Ke Dekha Hai,
Dil-o-Najar Ko Rula-Rula Ke Dekha Hai,
Tu Nahi To Kuchh Bhi Nahi Hai Teri Kasam,
Maine Kuchh Pal Tujhe Bhula Ke Dekha Hai.
हम आपकी हर चीज़ से प्यार कर लेंगे,
आपकी हर बात पर ऐतबार कर लेंगे,
बस एक बार कह दो कि तुम सिर्फ मेरे हो,
हम ज़िन्दगी भर आपका इंतज़ार कर लेंगे।
Hum Aapki Har Cheez Se Pyar Kar Lenge,
Aapki Har Baat Par Aitbaar Kar Lenge,
Bas Ek Bar Keh Do Ki Tum Sirf Mere Ho,
Hum Zindagi Bhar AapKa Intezaar Kar Lenge.
Love Shayari in Hindi
अगर इश्क करो तो आदाब-ए-वफ़ा भी सीखो,
ये चंद दिन की बेकरारी मोहब्बत नहीं होती।
Agar Ishq Karo To Aadaab-e-Wafa Bhi Seekho,
Yeh Chand Din Ki Bekaraari Mohabbat Nahin Hoti.
जागने की भी, जगाने की भी, आदत हो जाए,
काश तुझको किसी शायर से मोहब्बत हो जाए।
Jaagne Ki Bhi Jagaane Ki Bhi Aadat Ho Jaye,
Kaash Tujhko Kisi Shayar Se Mohabbat Ho Jaye.
Khwabon Ke Ghar Mein Shayari
नहीं जो दिल में जगह तो नजर में रहने दो,
मेरी हयात को तुम अपने असर में रहने दो,
मैं अपनी सोच को तेरी गली में छोड़ आया हूँ,
मेरे वजूद को ख़्वाबों के घर में रहने दो।
Nahi Jo Dil Mein Jagah To Najar Mein Rehne Do,
Meri Hayaat Ko Tum Apne Asar Mein Rehne Do,
Main Apni Soch Ko Teri Gali Mein Chhod Aaya Hun,
Mere Wajood Ko Khwabon Ke Ghar Mein Rehne Do.
तेरे ख्याल में जब बेख्याल होता हूँ,
जरा सी देर को ही सही बेमिसाल होता हूँ।
Tere Khayal Mein Jab BeKhayal Hota Hoon,
Jara Si Der Ko Hi Sahi BeMisaal Hota Hoon.
Shayari about Love in Hindi
तू हकीकत-ए-इश्क है या कोई फरेब,
ज़िन्दगी में आती नहीं ख़्वाबों से जाती नहीं।
Tu Haqeekat-e-Ishq Hai Ya Koi Fareb,
Zindgi Mein Aati Nahi Khwabon Se Jati Nahi.
तेरा ज़िक्र तेरी फ़िक्र तेरा एहसास तेरा ख्याल,
तू खुदा तो नहीं फिर हर जगह क्यों है।
Tera Zikr Teri Fikr Tera Ehsaas Tera Khayal,
Tu Khuda To Nahi Phir Har Jagah Kyun Hai.
रोज वो ख़्वाब में आते हैं गले मिलने को,
मैं जो सोता हूँ तो जाग उठती है किस्मत मेरी।
Roj Wo Khwab Mein Aate Hain Gale Milne Ko,
Main Jo Sota Hun To Jaag UthhTi Hai Kismat Meri.
Shayari Mohabbat Mein Jo Dooba Ho
तुम्हारा ज़र्फ़ है तुम को मोहब्बत भूल जाती है,
हमें तो जिस ने हँस कर भी पुकारा याद रहता है,
मोहब्बत में जो डूबा हो उसे साहिल से क्या लेना,
किसे इस बहर में जा कर किनारा याद रहता है।
Tumhara Zarf Hai Tum Ko Mohabbat Bhool Jati Hai,
Humein To Jisne Hans Kar Bhi Pukara Yaad Rehta Hai,
Mohabbat Mein Jo Dooba Ho Use Sahil Se Kya Lena,
Kise Iss Behar Mein Jakar Kinara Yaad Rehta Hai.
Beautiful Love Poetry in Hindi
बेवजह हम वजह ढूंढ़ते हैं तेरे पास आने को,
ये दिल बेकरार है तुझे धड़कन में बसाने को,
बुझती नहीं है प्यास मेरे इस प्यासे दिल की,
न जाने कब मिलेगा सुकून तेरे इस दीवाने को।
Bewajah Hum Wajah Dhhoodhte Hain Tere Paas Aane Ko,
Yeh Dil Bekaraar Hai Tujhe Dhadkan Mein Basaane Ko,
Bujhti Nahin Hai Pyaas Mere Iss Pyaase Dil Ki,
Na Jaane Kab Milega Sukoon Tere Iss Diwane Ko.
2022 Latest Love Shayari
Too Hazar Bar Bhi Roothe To Mna Lunga Tujhe
Magar Dekh Mohabbat Me Shamil Koi Dusra Na Ho.
तू हज़ार बार भी रूठे तो मना लूँगा तुझे
मगर देख मोहब्बत में शामिल कोई दूसरा ना हो
Kismat Yah Mera Imtehaan Le Rahi Hai
Tadap Kar Yah Mujhe Dard De Rahi Hai
Dil Se Kabhi Bhi Mainne Use Door Nahi Kiya
Phir Kyon Bewfai Ka Woh Ilazaam De Rahi Hai
किस्मत यह मेरा इम्तेहान ले रही है
तड़प कर यह मुझे दर्द दे रही है
दिल से कभी भी मैंने उसे दूर नहीं किया
फिर क्यों बेवफाई का वह इलज़ाम दे रही है
Mare To Lakhon Hongey Tujhpar
Main To Tere Saath Jeena Chhaahta Hun.
मरे तो लाखों होंगे तुझ पर
मैं तो तेरे साथ जीना चाहता हूँ.
Wapas Laut Aaya Hai Hawaon Ka Rukh Modne Wala
Dil Me Fir Utar Raha Hai Dil Todne Wale.
वापस लौट आया है हवाओं का रुख मोड़ने वाला
दिल में फिर उतर रहा है दिल तोड़ने वाला
Apanon Ke Beech Begaane Ho Gae Hain
Pyaar Ke Lamhe Anajaane Ho Gae Hain
Jahaan Par Phool Khilate The Kabhi
Aaj Vahaan Par Viraan Ho Gae Hain.
अपनों के बीच बेगाने हो गए हैं
प्यार के लम्हे अनजाने हो गए हैं
जहाँ पर फूल खिलते थे कभी
आज वहां पर वीरान हो गए हैं
Jo Shakhs Tere Tasawwur Se He Mahak Jaye
Socho Tumhare Didar Me Uska Kya Hoga.
जो शख्स तेरे तसव्वुर से हे महक जाये
सोचो तुम्हारे दीदार में उसका क्या होगा
Aankhein Shayari, Attitude Shayari, Beauty Shayari, Bewafa Shayari, Birthday Shayari, Broken Heart Shayari, Dard Shayari, Dil Shayari,Dooriyan Shayari,Dua Shayari,Friendship Shayari,Funny Shayari,Gam Shayari,Good Morning Shayari,Good Night Shayari,Heart Touching Shayari,Hurt Shayari,Insaniyat Shayari,Intezaar Shayari,Judai Shayari,Life Shayari,Loneliness Shayari,Love Shayari,Maa Shayari,Maut Shayari,Motivational Shayari,Romantic Shayari,Sad Shayari,Sharab Shayari,Shayari Collection,Tears Shayari,Two Line Shayari,Yaad Shayari,
Comments
Post a Comment