Featured Post

South Africa Dominates England in First ODI: Markram's Blitz and Maharaj's Spin Lead to Historic Win

  🏏 Match Overview: South Africa 's Commanding Victory In a remarkable display of skill and strategy, South Africa defeated England by 7 wickets in the first ODI at Headingley, Leeds , on September 2, 2025. Chasing a modest target of 132, South Africa reached 137/3 in just 20.5 overs, with 175 balls to spare. This victory marks a significant achievement, as it was South Africa's first-ever ODI win at this venue. 🔥 Aiden Markram's Record-Breaking Innings South Africa's vice-captain, Aiden Markram , delivered a blistering performance, scoring 86 runs off just 55 balls. His innings included a record-setting 23-ball half-century, the fastest by a South African opener in ODIs. Markram's aggressive approach set the tone for the chase, ensuring a swift and decisive victory. 🧙‍♂️ Keshav Maharaj's Spin Magic Spinner Keshav Maharaj was instrumental in dismantling England's batting lineup, taking 4 wickets for 22 runs. His tight lines and variations...

Sonu Nigam Jivani in Hindi

Sonu Nigam Life Story :- 


Pura Naam :-Sonu Nigam
Janm :-    30 July  1973
Janm Stan :-Faridabad, Haryana, India
Vyvsay :- Singer, Actor, Music Producer, TV Presenter, Radio Jockey
Sakriy Varsh :-1980-1986 (Baal Klakar)


Sonu Nigam  Hindi Filmo Ke Ek Prsidh Gayek Hai.Ve Hindi Ke Alava Kannada, Oriya, Tamil, Assamese, Punjabi, Bengali, Marathi Aur Telugu Films Me Bhi Kam Kar Chuke Hai.Enhone Bhut Se Indian Pop Album Bnaye Hai. Aur Kuch Hindi Filmo Me Kam Kiya Hai.


Prarmbhik Jivan :-


Sonu Nigam 4 Saal Ki Umer Se Gane Gate Rhy Hai. Unhone Sabse Phle Apne Pitaji Ke Sath Manch Per Mohammad Rafi Ka Geet "Kya Hua Tera Vaada" Gaya Tha. Tbhi Se Sadiyo Aur Partyo Me Ve Apane Pitaji Ke Sath Gane Lage. Kuch Aur Bade Hone Par Ve Sangeet Pratiyogito Me Bhag Lene Lage. 19 Varsh Ki Aayu Me Gayan Ko Apna Vyavasay Banane Ke Lie Ve Apne Pitaji Ke Sath Mumbai Aa Gye. Unhone Shastrey Gayak Ustaad Ghulam Mustafa Khan Se Shiksahya Li.

 Back Singer:-
Shuru Ke Kuch Saal Sonu Ko Apna Naam Bnane Ke Liye Sangharsh Kerna Padha. Unhone Mukhy Rup Se T-Series Ke Rafi  Ke Yade Namk Albamo Ke Lie Mohammed Rafi' Ke Gane Gaana Shuru Kiya. T-Series Ke Malik Gulshan Kumar Ne Unhe Jyada Logo Tek Pahunchane Ka Avsar Diya. Parshv Gayak Ke Rup Me Sonu Ne Apna Phla Geet Film 'Janme' Ke Liy Gaya , Jo Ki Kbhi Opacharik Tor Par Releaes Nhi Hua. Unaki Pahle Saphlata 1997 Me Border Film Ke Geet Sandese Aate Hai Ke Rup Me Aai.

 1999 Me Unka Pehla Albuam Devana Aai, Jisme Unhone Prem-Geeto Me Apna Johar Dikhaya Or Aaj Bhi Yah Albuam Bhart Ke Sab Se Saphal Albamo Me Se Ek Hai. Jab Use Saal Unhone Nadeem-Shravan  Duara Sangeet-Nirdeshit Parades Film Ka Geet Yah Dil Devana Gaya Tab Se, Unhone Apane Alag Phchan Banali Hai. Tab Se Ab Tak, Sonu Bhartiy Sangeet Jagat Me Ek Permukh Hasti Ban Chuke Hai. 

Unhone Kei Filmo Me Back Singing  Kiya Hai Aur Kai Puraskar Bhi Jite Hai. Har Trah Ke Geet Gaane Ke Saath-Saath Unhone Anek Bhasao Me Gaane Gai Hai, Jise Ki Kannada, Assamese, Bengali, Oriya, Punjabi, Tamil, Telugu, English, Bhojpuri, Urdu, Nepali, Chhattisgarhi, Malayalam and Marathi. 

Puraskaar :-
Sonu Nigam Ko Kai Prodction Duavar Purskar Se Samanit Kiya Gya Hai.

1.Filmfare Puraskaar  :-
                                                      
2.Zee Cine Puraskaar :-


3.Star ScreenPuraskaar :-


4.Apsara Film & Television Producers Guild Awards :-

5.Mirchi Music Awards :-

6.National film Awards :-

7.IIFA Awards (International Indian Film Academy Awards) :-


Comments