Featured Post

Brand Awareness in 2025 बढ़ाने के लिए Top 10 Content Formats to Boost

 Brand Awareness in 2025  बिना कंटेंट के, आप अपने लक्षित बाजार से संवाद नहीं कर पाएंगे, अकेले लोगों को अपने उत्पाद को भाग्य से खरीदने के लिए राजी करना तो दूर की बात है। एक मार्केटर के तौर पर, आप जानते हैं कि आपके ब्रांड के बारे में लोगों को बताने के लिए विविध कंटेंट फ़ॉर्मेट में उत्तर छिपा है। इसलिए, आप इंटरनेट पर ट्रेंड, कारगर रणनीति और बिक्री में मदद करने वाले मार्केटिंग कंटेंट टाइप की तलाश करते हैं। लेकिन, बहुत ज़्यादा जानकारी तक पहुँचना भारी पड़ सकता है। तो, आप इन मार्केटिंग कंटेंट टाइप को कैसे सीमित कर सकते हैं ताकि यह पता चल सके कि आपके व्यवसाय के लिए कौन-सा कंटेंट कारगर है? क्या आपको सिर्फ़ एक कंटेंट फ़ॉर्मेट पर ही टिके रहना चाहिए, या आपको हर उपलब्ध प्लैटफ़ॉर्म का इस्तेमाल करना चाहिए? Formats for Brand Awareness ब्रांड जागरूकता के लिए अलग-अलग कंटेंट फ़ॉर्मेट हर कंटेंट टाइप के अलग-अलग लक्ष्य होते हैं। ब्लॉग पोस्ट SEO वैल्यू प्रदान करते हैं। वीडियो दर्शकों का ध्यान जल्दी से आकर्षित कर सकते हैं। इन्फोग्राफ़िक्स जटिल जानकारी को आसानी से समझने योग्य फ़ॉर्मेट में तोड़ देते है...

Bhagat Singh Jivani in Hindi

Bhagat Singh
""Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai
 Dekhna hai zor kitna baazu-e-qaatil mein hai""

Bhagat singh ka janam 17 ya 28 september 1907
Bhagat singh ki mirtiyu  23 march 1931 me hui

Bhagat Singh Story in Hindi

Bhagat singh bhart ke ek parmukh savntrta senani the. bhagat singh ne desh ki aajadi ke liye jish shas ke shath sakti shali bitrish sarkar ka samna kiya veh aaj ke uvaho ke liye ek bhut bade adrsh hai. inhone kenderiye sanshd (centeral asembali) me bam fekkar bagne se mana kar diya.

jiske falsvrup inhe 23 march 1931 ko inke do any shatiyo, rajguru thatha sukhdev ke shat fansi per latka diya gaya. sare desh ne unke baldan ko gambhirta se yad kiya. phle lahor sandas-vadh or uske bad dehli ki kendariye asembali me chandershekhar aajad v party ke any sadsyo ke shat bam visfot karke bitrish samrajy ke virudh khule virodh ko bulandi pardan ki. inke sabhi bam dhamako ke liye versavarkar ke karntidal abhnav bhart ki bhi shayta li esi dal se bam banane ke gur sikhe.


""Aye vatan karta nahin kyun doosra kuch baat-cheet Dekhta hun main jise woh chup teri mehfil mein hai Aye shaheed-e-mulk-o-millat main tere oopar nisaar Ab teri himmat ka charcha ghair ki mehfil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai""


Bhagat Singh ka janm or parivesh
Bhagat singh ke pita ka name sardar kishan singh or mata ka name vidhavati kor tha. yeh ek shikh parivar tha. amritsar me 13 april 1919 ko huae jaliyawala bag hateyakand ne bhagat singh ki soch per gehara parbhav dala tha. lahor ke netional collage k padhai choda kar bhagat singh ne bhart k aajad ke liye nojavan bhart sabha isthapit ki thi. kakori kand me ram parsad bisimal shahit 4 karantikaryo ko fansi v 16 any karavas k sajaho se bhagat singh itne adhkh udivigan hue ki pandit chander shekhar aajad ke shat unki party hindustan republican association  se judh gaye or use ek naya name diya hndusthan socailist republican assocation.

Ese sangathan ka udesiye seva, teyag or pida julam sene vale navyuvak teyar karna tha. bhagat singh ne rajguru ke shath milkar 17 december 1928 ko lahor me shayak polic adhchk rhe angrej aadhkari j.p. sanders ko mara tha. es karvai me karantkari chandershekhar shat milkar bhagat sing ne vartman nai dehli isthit bitrish bhart ki tatkalin centeral asembali ke sbhagar sansad bhavan me 8 april 1929 ko angrej sarkar ko jagane ke liye bam or prche feke the. bam fekne ke bad vahi per dono ne apni giftar bhi di.


""Waqt aanay par bata denge tujhe aye aasman Hum abhi se kya batayen kya hamare dil mein hai Khainch kar layee hai sab ko qatl hone ki ummeed Aashiqon ka aaj jumghat koocha-e-qaatil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai""


 jeal ke din
Jeal me bhagat singh ne karib 2 saal rhe. es doran ve lekh likhkar apni karntikari vchar vykt karte rhe. jeal rhate hue unka adhyan brabar jari rha. unke us doran likhe gaye lekh v sage sambandhyo ko likhe gaye pater aaj bhi unke vicharo ke darpan hai. apne lekho me unhone kai tarh se punji patiyo ko apna satrhu bataya hai.

Unhone likha hai k majduro ka soshan karne wala chahe ek bhartiye hi kyo na ho, veh unka shtru hai. unhone jeal me angreji me ek leikh bhi likha hai jiska sihrshak tha me nastik kyo hu? jeal me bhagat sing ve unke shathyo ne 34 dno tak bhukh hadhtal ki. unke ek shathi ytindernath das ne to bhukh hdhtal me apni paran teyag diye the.


""Hai liye hathiyaar dushman taak mein baitha udhar Aur hum taiyyaar hain seena liye apna idhar Khoon se khelenge holi agar vatan muskhil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai

Haath jin mein ho junoon katt te nahi talvaar se Sar jo uth jaate hain voh jhukte nahi lalkaar se Aur bhadkega jo shola-sa humaare dil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai""


Fansi 

Bhagat Singh Fansi jagh 
23 march 1931 ko syam me karib 7 bajkar 33 mint per bhagat singh or inke dono shathiyo sukh dev v rajguru ko fansi de di gahi. fansi per jane se pahle ve lelin ki jivni padh rhe the or jab unse unki aakhri incha puchi gai to unhone khaha ki ve lelin ki jivni padh rhe the or unhe veh puri padhne diya jaye. khaha jata hai ki jeal ke aadhikariyo ne jab unhe yhe suchana di ki unki fas ka vakt aagya hai to un hone khaha tha "tehriye phle ek karantkari dusre se mil to le. fir ek mint bad kitab chat ki or uchal kar bole "thik hai ab chalo"

Fansi Per Jate Samye Veh Tino Masti Se Ga rhe The..


" Mera Rang De Basnti Chola Mera Rang De Basnti Chola;
   Mera Rang De Basnt Chola. May Rang De Basnt Chola."



""Hum to ghar se hi the nikle bandhkar sar pe kafan Jaan hatheli par liye lo barh chale hain ye qadam Zindagi to apni mehman maut ki mehfil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai

Yuun khadaa maqtal mein qaatil kah rahaa hai baar baar Kya tamannaa-e-shahaadat bhi kisee ke dil mein hai Dil mein tuufaanon ki toli aur nason mein inqilaab Hosh dushman ke udaa denge humein roko na aaj Duur reh paaye jo humse dam kahaan manzil mein hai""

fansi ke bad or andoland bhadk na jaye es liye angre jo ne phle inke mirt sarir ke tukde tukde kiye or unhe boriyo me bhar kar firojpur ki or le jakar jaha gii ke badle miti ke tel se jalaya jane laga. gavo valo ne dur aag jalti dhekhi to karib aaye. isse darkar angrjo ne inki laso ko adhjale tukdho ko satlaj ndi me feka or  bhag gaye. jab gav wale pass aaye tab unhone inke mirt sarir ka dag sanskar kiya. 

or bhagat singh or unke shathi hamesha ke liye amr ho gaye  es ke bad logo ne angrejo ke shath sath gandi ko bhi ink mot ka jime dar mana es karn gandi lahor me congres adhivesan me hisha lene jarhe the to logo ne kale jando se gandhi ka sevagat kiya. ek adha jagh gandhi  per hamla bhi kiya, kintu sadi vardi me unke shat chal rh polic ne bacha liya.

""Wo jism bhi kya jism hai jis mein na ho khoon-e-junoon Kya lade toofaanon se jo kashti saahil mein hai

Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai
 Dekhna hai zor kitna baazu-e-qaatil mein hai....""




Comments

  1. Aap ko hamari post achi lagi es ke liye

    "Dhniyewad"

    VIPIN PAREEK

    ReplyDelete

Post a Comment